Hello dosto aaj hum dewsoft se releted jankari aapke sath share karenge & aapke kuch savalo ke jabab bhi aapko isi article me mil jayenge. Jese dewsoft ko dewsoft kyu kahte Hain. Dewsoft full form kya hai dewsoft ko kyo start kiya gaya dewsoft kaha se start kiya gaya aur aaj ke time me ye kis unchai par hai. dewsoft growth rate kya hai kya hume growth rate dekh kar ise karna chahiye To doston aaj ka article shuru karte hai. pahle baat karenge
DEWSOFT FULL NAME
D - Desining (रूपरेखा)
E - Education (शिक्षा)
W - World Wide (पूरे संसार की शिक्षा)
S - Software (आंतरिक रूप से)
O - Organization (संस्था)
F - Federation (संगठन)
T - Training
(प्रशिक्षण)
To doston ye hai dewsoft ka full name Ab baat karte hai dewsoft ko kyu start kiya gaya aur kaha se start kiya gaya. Dewsoft birth place Kya hai. Dewsoft ko dehli se start kiya gaya hai Or dewsoft ka man office dehli me hai iske janak Yani dewsoft ko kisne start Kiya. Mr. Rishi shahdev ne dewsoft ki sthapna ki means rishi shahdev ne dewsoft ko start Kiya. aur dewsoft ko start karne ka reason hai.
bharat me garibo ko paise ki kami ke karan achhi siksha na mil pana aur berojgari ka hona humare desh ko shikshit banane ke liye aur berojgaro ko rojgar dene ke liye dewsoft ko start kiya gaya tha. isiliye aapko yaha siksha + Rojgar diya jata hai bo bhi kam se kam fees me jab se dewsoft ko start kiya Hain. tab se abhi tak duniya me iski position kya hai aaiye jante hai.
World me dekhe to iski achhi position hai world me jitni bhi MLM company hai un sab me se world me No. 4 sthan rakhne wali company dewsoft hai. Aur agar bharat ki baat kare to E learning distance education me bharat me No. 1 sthan par aati hai to ye to thi iski position jisse aap jan sakte hai aaj ke time me dewsoft kis unchai par hai ab jan lete hai. Dewsoft kis growth ko lekar chalti hai means iski growth rate kya hai? iski growth rate kafi achhi hai ye duniya me kafi achhi tarah growth kar rahi hai agar aap ise join karte hai to aap bhi iski growth me shamil ho sakte hai aur apna ek bhavishya bana sakte hain. dewsoft se milkar ye aapko full support karta hai aage badhne ke liye iski growth rate dewsoft me 3 minutes me 1 person join hota hai. To isse aap jaan hi sakte hai ki dewsoft kis growth se aage bad raha hai aur aane wale time me kaha tak ja sakta hai.
To aaj ke article me bas itna hi milte he agli post me ese hi knowledge ke liye humare website ko join Kare free me thanks for support.
My I'd loging
ReplyDelete