dewsoft work in hindi. dewsoft education hindi 2022.

0

Dewsoft education hindi 2022.

Hello doston ek new article ke sath aaj hum baat karenge dewsoft education ke baare me humne iske upar or bhi article banaye hai. jisme humne bataya hai dewsoft kya hai. dewsoft kese karna hai. dewsoft karna chahiye ya nahi karna chahiye or agar karte hai to humko kya milta hai.

Dewsoft me aapko do chize milti hai pahla hai kamai karne ka mauka jo hum aapko is Dewsoft Education क्या है 2021? इससे rupey कैसे कमाएं? article me aapko bata chuke hai.  dewsoft kaise karna hai agar aapko janna hai. dewsoft se kamai kaise karna hai. Yeh janne ke liye humare pahle article ko pade aur dusra isme aapko milta hai education jo aaj har kisiki jarurat hai aur humare bhavishya ko ujjval banane ke liye jaruri hai market me aapko education (शिक्षा) to milti hai par uski rate bahut jyada hoti hai yani market ki education aapko mahngi milti hai bo hi education aapko dewsoft me kam se kam kimat me mil jati hai.

Dewsoft education course's 

aaiye ab baat karte hai ki hume kon kon si  education yaha se mil sakti hai yani hum yaha se kon kon si ( शिक्षा ) le sakte hai aur kitne prakar se le sakte hai to pahle baat karte hai. Dewsoft Education type ki aapko yahan 4 tarike se milti hai 

1.Online  2.Offline 3.DVD   4.Book 

ye 4 prakar se aap yaha education le sakte hai. To humne ye to Jan liya ke hum kis kis prakar se education le sakte hai to ab ye bhi jaan lete hai ki hum kon kon education yaha se le sakte hai 

(1) Online: online me aap kai prakar ki education le sakte hai ek chhote se level se lekar High level tak ki education aap yaha se le sakte hai isme aap A to z computer course's kar sakte hai. jaise basik  course Telly, Java, MS office (MS word, MS Powerpoint, MS Excel) jaisi course's aap shikh sakte hai. Or CC+, CCA, CPCT, Etc. kai prakar ke courses kar sakte hai jitne bhi humare Business department ya Office department, Parsonal work, Accounting Management jinme humare computer ke courses chahiye hote hai. bo sab aap yaha se kar sakte hai dusra package me aapko milta hai hindi tutorial jisame aap hindi language me in computer course's ya aage jo bhi padai hai bo aap hindi language me kar sakte hai.

E-School: E school education  yani 10th, 12th ki padai aap yaha se kar sakte ho. bo bhi E ke madhyam se yani  apne mobile ya laptop ke madhyam se aap ghar bethe padai achhe se kar sakte hai. isme aap board aur CBSC dono pattern me padaya jata Hain. aap yaha se apni 10th, 12th ki padai achhe se kar sakte hai .

Entrance Exam: Entrance exam bo hota hai jise karne ke baad aap apne manzil ke karib hote ho yani aap market se jo compition ki tayari karte ho. kisi job me jane ke liye uski tyari aapko yaha karbai jati hai alag alag fild ke liye alag alag entrance exam hota hai.

jaise doctor ke liye aapka alag entrance exam hoga jiski tyari aap yaha se kar sakte ho. aur jaise aapko  engineering field me jana hai uski tyari aap yaha se kar sakte ho bankar ki tayari yaha se kar sakte hai yani aapko jis bhi field ya job me jana hai uski total tyari aap yaha se kar sakte ho. bo bhi full knowlegde ke sath yaha aapko koi bhi pareshani nahi hoti hai aap achhe se aur sari padai yaha se kar sakte hai jo aapko kisi bhi exam ko nikalne ke liye hoti hai aapko yaha hai A to Z entrance exam yahi jitni bhi  sarkar dwara job milti hai unki tyari aap yaha se kar sakte ho.

Language (English+Franch): yaha aap bo language sikh sakte hai jo humare puri duniya me chalti hai english + franch ko sikh kar aap kisi bhi desh me aaram se ghum sakte hai. Apni baat dusre ko samjha sakte hai unhe bata  sakte hai aur apna kaam karba sakte hai. itna hi nahi balki aaj hum jante hai english kitna jaruri ho gaya hai kisi bhi job ko karne ke liye aapko english bhasha  ka aana aam baat hai to aapko english sikhna jaruri hai. jo aap yaha se sikh sakte ho aur franch sikh kar aap apni yatra ka maza le sakte ho. samne wale ko apni baat samjhane ke liye aur agar aap koi ese desh ja rahe ho yaha parmanent english ya franch boli jati hai aur aapko baha study karni hai to aap aram se kar sakte hai ye do language aap yaha se sikh sakte hai.

Health+Madical+Drug refer: isme aap health se sambandhit yani agar aapko doctor banna hai jiski padai aap kai colleges ya couching center me aap padai karte hai bo aapko yaha mil jati hai aap health se sambandhit sare courses yaha se kar sakte hai jese har bimari ke liye har doctor agal hote Hain. unki davai alag hoti hai bese hi aap yaha jis bhi rog visheshgya doctor banna chahte hai. uski aap yaha achhe se stady yani padai kar sakte hai + aap yaha madical ki tayari kar sakte hai jiske humare body ki janche hoti hai body ka research hota hai bo aap yaha sikh sakte hai + aap yaha drug refer yani goli dawai ki sari jankari aap yaha se le sakte hai. yani kab konsi bimari me kab konsi goli khana hai chhoti bimari ka ilaj aap khud kar sakte hai aur aap yaha se goli dawai ki sari jankari yaha se le sakte hai jisse aapke sath koi dhoka na ho  aur aap apna business bhi chala sakte hai yani aapko yaha sari goli dawai ki jankari yaha se mil jati hai.

Science&Tecnology: aap yaha se science ki tayari kar sakte hai. jo hum colleges me jakar scientist banne ke liye jo bhi padai hoti hai. Bo hum yaha bahtar  tarike se kar sakte hai yaha hume har chiz bistaar se sikhne ko milti hai. jis prakar ek scientist naye naye  abishkar karke dikhta hai. jo uski bidhi hoti hai jo bo colleges se sikhta hai bo aap yaha sikh sakte agar aapko science me entrast hai  aap yaha se science ki sari jankari le sakte hai tayari kar sakte hai. ab baat karte hai tecnology ki kai logo ko tecnology me ruchi hoti hai jese naye naye electronic saman banana unhe sahi karna unse ek agal chhiz banana jisse bo tecnology sikhne ke liye colleges ya couching join karte hai. jisme kaafi paise lagana padta hai kai log laga dete hai aur bo apne bachche ko yah diksha dila dete hai. par garib log nhi kar pate hai unke sapne ruk jate hai lekin Koi baat nahi aap yaha se tecnology ki sari tayari kar sakte hai science + tecnology  dono ki tayari aap yaha se kar sakte hai aur apne aap ko bahar bana sakte hai 

IPC (Indian Penal Court): Aap yaha IPC yahi indian penal court yani low vakil ki tayari yaha se kar sakte hai jo aap bahar jakar karte hai colleges me karte hai couching me karte hai bo hi padai aapko yaha mil jati hai india me aapke 19 prakar ke low chalte hai. sare low ki tayari aap yaha Se kar sakte hai. aap bhi low ki tayari karna chahte hai. janna chahte kab konsa low chalta hai. jese ladai hone par konsa low chalta hai manre par konsa low konsi dhara lagti hai gali dene par  ya aap gadi se jate ho to aapka chalan katna to bo konse low ke tahat karta hai. kahi aapke sath dhoka dhadi to nhi ho rahi hai or bhi kai prakar ke juram hote hai kis juram ke liye konse low lagte hai bo sari jankari aap yaha se le sakte hai aur agar aap low tayari karna chahte hai padai karna chahate jo aap couching me paise dekar karte hai bo aap yaha free of cost kar sakte hai aur apne aap ko ek bahatar nagrik aur bahatar vakil bana sakte hai.

M.B.A. & B.B.A Courses: aap yaha M.b.a. & b.b.a courses ki tayari kar sakte hai jo manegment ke liye hote hai. jese aapko kisi company ya hotal resturent factory showroom  gardan marrige holl etc. Jis bhi field me aap maneger banna chahte hai to aapko m.b.a + b.b.a ki tayari karni hoti hai. jiski padai bahut mahngi hoti hai lekin aap yaha kam se kam fees me aap yaha se manegment ki sari tayari aap yaha se kar sakte ho. aur apne aapko ek achha maneger bana sakte ho ek achhi post par aakar apna naam bana sakte ho aapko yaha sari tayari karne ko milti hai bo bhi puri bistaar se ek ek point ko lekar aap yaha se padai kar sakte ho.

P.D. (Parsonality Development): aap yaha se p.d. Ki tayari kar sakti hai jisse hum apne aap ko nikhartr gai apne aap ko kisi ke samne kese present karna hai bo hume aane lagta hai p.d. me aap soft skills sikhte hai jisme humara body language, rahne ka tarika  chalne ka tarika kab kiske sath kya baat karna hai. apne aap ko kese present karna  kis mahol me kis tarah rahna kese behave karna kahi job ke liye jate he.

Tab kaise vehave karna chahiye kahi interview ke liye jate hai tab kaise rahna chahiye kya pahnana hai baat karne ka tarika chalne ka tarika bethne ka tarika body moments kis prakar hona chahiye humari parsonality ko develop karna hum sikh sakte hai. jo hume har field me kaam aata hai jo hume kisi school me nhi sikhaya jata hai iske liye alag se colleges center hote hai yaha aapse kafi fees li jati hai lekin aap ye course yaha hai bilkul free kar sakte hai aur ape aap ko bahatar bana sakte hai  isme aapke 95 chapter hote hai jinki aap tayari kar sakte hai sath hi agar aap ise achhe se karte hai to aap apna isme career bhi bana sakte hai yahi padai aapko market me bahut mahngi milti hai bo hi aap yaha aaram se kar sakte hai.

Encyclopedia (C.K.+G.K.): aap yaha encyclopedia ki tayari kar sakte hai jisme aapko c.k.+ g.k. ki tayari karbai jati hai. jisme duniya ki alag alag chhizo ki jankari hoti hai jise aap pad sakte hai. aur aapki tayari kar sakte hai hum aapko bata de ki encyclopedia ki tayari sarkari job ko pane ke liye ki jati hai aur apne byaktigat gyan ko badane ke liye ki jati hai jiski couchings me tayari hoti hai badi fee lagti he. bo aap yaha achhe se kar sakte hai kam fees me.

D.B. (Description Bord): aap yaha padai dashboard ke madhyam se bhi kar sakte hai. jisme aapko ek teacher sikhata hai to aap yaha school jesa anubhav karte hai. aap yaha sari chize hai aur apne aap ko bahtar bana sakte hai.

I.L.S. (Interactive Learning Software): aapko yaha sari padai I.L.S ke madhyam se milti hai jo aapko padne me achha lagta hai aur aap bahut kuch sikhte hai. ye sari padai software ke madhyam se milti hai jiska aaj jamana hai kyuki aane wale time me humari padai puri tarah se software par adharit hogi isi soch ko rakhte huye dewsoft me abhi se iska kaam chalu kar diya hai isi madhyam se aap padai kar sakte hai aur apne aap ko bahatar bana sakte hai .

To dosto ye to thi dewsoft ki padai jo online karbai jati hai ab jante hai offline me kaise padai karai jati hai.


(2) Offline: yaha aapko offline padai karne ka mauka milta hai jisme aap jaha bhi rahte hai. aap ek center provide karaya jata hai jisme aapki padai hoti hai aapko bata de ki dewsoft aaj india me hi nahi balki duniya ke 23 country me kaam karti hai. har ek country ke har ek State me aur district me kaam karti hai. baki aapko india me har tahsil me iske Offline center mil jate hai. jisse aap baha se jankari le sakte hai aur padai kar sakte hai offline me aapko 2 hours ki training di jati hai jisme aapko bataya jata hai padai ko kaise open Karna hai. kaise padna hai ye sari chhize sikhai jati hai aur aapko offline me hi business kaise karna hai kya uske niyam hote hai uski jankari di jati hai kaise karna hai kaise apne business ko badana hai kaise kamana hai ye sari chhize aapko yaha sikhai jati hai. aapko sari training di jati hai aap jaha bhi rahte hai baha se aap kar sakte hai.

(3) DVD: aapko yaha padai DVD ke madhyam se bhi milti hai jisme aapko 5 dvd set milte hai jiske har set me do dvd milti hai isme sabse jyada important aapko english ki DVD milti hai isme aapko english ki 3 dvd milti hai. jisme aapko beginner ADVANCE,EXPERT level ki dvd di jati hai. beginner yahi agar aapko kuch bhi nhi aata hai to aap yaha se sikh sakte hai jese chhote bachho ko tayari karai jati usi prakar se yaha beginner me aapko padai rakhi gai ye yaha se aapke ghar me jo chhote bachhe hote hai bo bhi padai kar sakte hai.

ADVANCE - Advance leval ki aapko yaha padai karne ka mauka milta hai jisse aap english achhe se bolna sikh sakte hai kisi se bhi english me baat kaena sikh sakte hai. 

EXPERT - Expert level ki yahi aap itni achhi sikh sakte hai jaise aapko koi presentation banani hai ya kuch present karna hai. english me to aap aasani se kar sakte hai to aap yaha se english ki puri tayari DVD ke madhyam se kar sakte hai. dusri DVD aapko milti hai P.D. yahi Personality Development ki jisme humne aage jo likha hai aapko padne ko bhi milti hai aur aapko yaha dvd me dekhne ko bhi milti hai jisse aap apne aap ko bahatar bana sakte hai. ek aur aapko yaha dvd milti hai jisme dikhaya jata hai ke aap dewsoft se kaha tak pahunch sakte hai aur kisne dewsoft ki sthapana ki hai aur bo aaj kis level par hai aap kaise kar sakte hai aur kitna aage bad sakte hai.

To ye to tha dvd se kaise padai kare ab baat karte hai book me aapko kya kya milta hai. 

(4) Book: yaha aapko book ke madhyam se bhi padai karne ka mauka milta hai yaha aapko do english ki book milti hai ek P.D. parsonality development softskills ki book milti hai. jisse aap enterview ki tayari kar sakte hai aur apna samaaj me ek alag pahchan kaise banaye ye sab aap yaha se book ke madhyam se sikh sakte hai. aur english ki jo tayari aap online aur dvd ke madhyam se kar rahe hai bo aap book ke madhyam se bhi kar sakte hai yaha aapko ek book apne business ko padane aur achhe se sikhne ke liye book milti hai. jisse Aap achhe se sikh sakte hai isme aapko ek diary bhi milti hai jisme aap apna ek week me jo kiya hai sara likh sakte hai aur apne aap ko maintain kar sakte hai.

To dosto ye thi dewsoft ki padai aur uske prakar hume ummid hai aapko humara ye artical pasand aaya hoga. Aapko yeh article kaisa laga comment me jarur bataye. Jay Hind Jay Bharat.

Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)