Snapdeal se paise Kaise kamaye 2022.

Ajay Gujwar
0

 Snapdeal se paise Kaise kamaye 2022.

Hello doston aaj hum baat karenge snapdeal ke baare me ye application kafi chal raha hai. To aaj hum janenge Snapdeal se paise kaise kamaye kaise kamaye.

Snapdeal Refer and Earn.

 Snapdeal withdrawal Kaise Karen.

Snapdeal se reletad saari jaankari aapko is article me milegi. To last Tak article ko read Karen.

Snapdeal wallet paise ka use Kaise karen Ya Snapdeal se kamaya hua amount ko redeem Kaise Karen. To doston aaiye jante hai aap Snapdeal ko refer karke paise kama sakte hai. aapko yaha par refer ka ₹50, ₹100, ₹150 milta hai. Aur aapne jisko refer kiya hai usko bhi Sign Up karne par  paisa milta hai. jese hi koi aapke link se sign up karta hai usko ₹50, ₹100, ₹150 milte hai.Yani ye application aapko bhi kamane ka moka deti hai. aur sath me aap jise refer karte hai usko bhi yah application kamane ka moka deti hai. Lekin lekin Snapdeal wallet ka Paisa withdrawal Kaise karna he aap aage padenge.

To dosto ye to thi ki aap pese kese paise kama sakte hai. To ab hum jante hai ki snapdeal ka amount redeem kaise kare.

Dear friends yeh artical aaj un logo ke liye bhi he jo snapdeal ka pahle Se use karte hai. to aaiye jante hai aap hum Snapdeal per Jo Refer karke paisa kamate he ya sign up karke Jo Paisa kamate he. Aapko bata de ki aap snapdeal me jo paise kama sakte hai par aap us paise ko apne bank account me redeem nahi kar sakte hai. Fir is paise ka Kya Karen? balki aapne jo amount kamaya hai uska use aap yaha use kar sakte hai jese ki aapko yaha kai sare product diye rahte hai agar aap un product ko purchase (buy) karte ho. To aapko un product par discount milta hai jiska Paisa aapke snapdeal amount se kat jata hai. aapko yaha har vyakti  ke liye alag alag discount diya rahta hai kisike liye 10%, 20%, 30% ese aapko har vyakti ke liye alag alag discount milta hai. 


 jese hi aap koi product buy karte ho To aapko Snapdeal wallet amount select karna hota he. Us amount se aapko Snapdeal me discount milta hai.

 Note: यहां पर दी गई जानकारी सिर्फ आपकी जानकारी के लिए थी क्योंकि लोग यह जानना चाहते हैं कि स्नैपडील का पैसा कैसे विड्रॉल करें। तो उम्मीद करता हूं आपको मिल गई है तो आपको यह पोस्ट कैसी लगी है आप कॉमेंट जरूर बताए पोस्ट पढ़ने के लिए आपका धन्यवाद।

 



Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)